Aisa bhi kya khafa hona
ki kho hi dey tumhe har zarre se
waqif karwaye humein apne shikwo se ae dilbar
dard se dard ki mehfil bithwaye.
khone ka dar hai tumhe ab fir
dil e jaan ka nagma hai ye
aisa na ho kahi bagawat na ho
tum bhi na jee pao
aur hum zinda hone ka ehsaan chukaaye.
_______________________________________________
Milenge fir unhi galiyon me
jaha mohabbat ka pakwan banta hai
ruko to kabhi unhi shehron me tum
jahan khuda bhi pal ka insan banta hai.
________________________________________________
Aankhein to wahi sun paayi,
jo teri aarzoo ne bayan kiya tha
par kuch deewarein wahi tham gayi
jaha dil ka nuksaan aansuo me hua tha.
Copyright © Latikaa Sareen
ki kho hi dey tumhe har zarre se
waqif karwaye humein apne shikwo se ae dilbar
dard se dard ki mehfil bithwaye.
khone ka dar hai tumhe ab fir
dil e jaan ka nagma hai ye
aisa na ho kahi bagawat na ho
tum bhi na jee pao
aur hum zinda hone ka ehsaan chukaaye.
_______________________________________________
Milenge fir unhi galiyon me
jaha mohabbat ka pakwan banta hai
ruko to kabhi unhi shehron me tum
jahan khuda bhi pal ka insan banta hai.
________________________________________________
Aankhein to wahi sun paayi,
jo teri aarzoo ne bayan kiya tha
par kuch deewarein wahi tham gayi
jaha dil ka nuksaan aansuo me hua tha.
Copyright © Latikaa Sareen
No comments:
Post a Comment