Aankhein na faer ki mohabbat ka izhaar na ho
Aankhein na faer ki mohabbat ka izhaar na ho
Khuda se puch
Teri khaatir humne
Khud ko baech diya
Duniya rangeen thi
Ki itni chaahat kaha hogi
Fir humne khud se
Tujhe maqbool kiya
Waade to unhone ne bhi bahut kiye the
Par teri wafa me unhe
Bhula diya
Dar Dar muraad rakhte the honthon pe
Ki apni shiddat se tujhe
Apna liya
Honthon pe sirf ek hi waqt
Ka izhar rehta hai
Tu na sune
Aisa ikraar rehta hai
Chahe to tu hum reh lenge bina umeed ke
Wad kar ek badle me
Tu gam ke aansu behne dega
Khushi me apni maqbool hume hone dega.
© Latika Sareen
Aankhein na faer ki mohabbat ka izhaar na ho
Khuda se puch
Teri khaatir humne
Khud ko baech diya
Duniya rangeen thi
Ki itni chaahat kaha hogi
Fir humne khud se
Tujhe maqbool kiya
Waade to unhone ne bhi bahut kiye the
Par teri wafa me unhe
Bhula diya
Dar Dar muraad rakhte the honthon pe
Ki apni shiddat se tujhe
Apna liya
Honthon pe sirf ek hi waqt
Ka izhar rehta hai
Tu na sune
Aisa ikraar rehta hai
Chahe to tu hum reh lenge bina umeed ke
Wad kar ek badle me
Tu gam ke aansu behne dega
Khushi me apni maqbool hume hone dega.
© Latika Sareen
No comments:
Post a Comment